mata se jankari milteh i Nrsinghapne shwa par aswr ho sasurl ke liye rawana
hgaya/vidhi ka vidhan kuchh aur hi tha/Rastemewah apnihi dhoon me ghoda do date
jarha tha ki achanak uska ghoda chamakgaya/Naharsingh ne dekha ki ek NAG NAGIN KA
JODA EK dusre se alaghuye aur nagin manav wani me boli ki hmaarasnjog barah varsh
me hota hai tere ghodeke khur se vighna hua/tujhe mai shraf deti hun ki jab tu
kewal teri nari se bat matra areaga to tu usi wakt mrityu ko prapt hoga/
Narsgh ic ghatan se dukhi to huaa aur sath hibhvshy ke liye nishya
kiya/usne sasural gram pahunch kar paniharino kae aane ka intajar karne laga
kuchh der bad TEJALNAR apni saheliyno kesath pani bharneai/Narsinghne anuman se
tejl nar ko pahichan liya/Tejalnar ko panghat par ekpardeshiko dekh kar vichitr
laga usne saheliy onko pani bharkar rawana honeka kaha/Narsingh unke pichhe
pichhe apan ghoda le gaya aur ghar ke samane apna goda bandh diya/Tejal ko ghudswar
ko pne ghar aaya dekh aashrya huwa aur sthhi krodhbhi aaya/us samay uski ma aur bhai khetpar gayehuye the/usane ghar ke bhahar aangan me khatiya bichhadi jispar
Nrsingh baith gaya/Tejalnar khetparma aur bhai ko bulane gai/Tejalne kaha bhaiya
ghar ek ghudswar aayahai mujhe lagata hai koi paisa wasulane walahoga tum kiskis
se udhar lelete ho/ghar aakar unhone Narsingh ko pahichan kar ramram shyam shyam
Tejal nar ki smajh me bhi aagaya ki ghudswar usaka swami hai/NARSINGH k abahut
aadar satkar kiya/bhojan karne jab baithe to Narsinh ki SAS ne swabhawik rup
se ghar pariwa rke halchal puche Naharsingh ne sab ka uttar diya SAS ne fasal
ke bare me puch aNahrsinh ne kaha pasl bahut badiya hui bans jaisa gannahai
musal jaisi MOOLI AUR GHATTI JAISa adrak hai/Tejalnar kovishwas nahi huaa
wah boli naharsingh tu jhtha hai/yah sukr nharsingh ko bahut bura laga aur
jo pahals niwala muh me lenejarhath use usne thali me wapis rakh diya aur bola
aaj to mera upwas hai aur bhaithali se uth gaya/sablog smaj gaye ki upwas to bahana
hai /JAWAIJIko bura lag gyahai/*******NIRANTAR